Latest E Kalyan Bihar Scholarship 2021 – 10th/12th Pass Scholarship: Very Useful

E Kalyan Bihar Scholarship 2021

Aaj ke iss article me hum aapko e kalyan bihar scholarship 2021 ke bare me jankari dene vale hai. ydi aap bihar me rehte hai aur aapki padhai chalu hai to aaj ka yeh article aapke liye kafi important hone vala hai, kyonki yha pr hum aapko Matric Scholarship 2021 / Inter Scholarship 2021 se sambandhit sabhi jankari dene vale hai. jisse aapko madad milegi. to chliye ab e kalyan bihar scholarship ke bare me jante hai.

E Kalyan Bihar Scholarship 2021

e kalyan bihar scholarship yojna shuru ho chuki hai aur ydi aap iske patra hai to aapko iss yojna ka labh jarur uthana chahiye. aur ha yeh e kalyan bihar scholarship 2021 10th pass/12th pass valo ke liye he hai.

Latest Update 10-10-2021:- e kalyan bihar scholarship 2021 list & Online Form से सम्बंधित नई अपडेट  है , इस महीने के अंत में लिस्ट जारी किया जायेगा |

Any Notice update in this section – plz chake anytime

Important Links (महत्वपूर्ण लिंक)

 
Online Apply  Matric | Inter
Join Telegram More Update This Post Bihar Scholarship Telegram
Notification Click Here
More Bihar Scholarship 2021 Click Here
Official Site Click Here

सारांश (Summary)

  • योजना का नाम – इ कल्याण बिहार स्कालरशिप 2021 |
  • किसने शुरू किया – बिहार सरकार के द्वारा |
  • लाभ किसको मिलेगा – Bihar Board के द्वारा 10th pass /12th pass करने वाले बालक बालिका को |
  • पंजीकरण कैसे होगा – Online
  • श्रेणी – Social Welfare Department Bihar.
  • वेबसाइट – ekalyan.bih.nic.in

e kalyan bihar scholarship kya hai ?

e kalyan bihar scholarship 2021 kya hai>
e kalyan bihar scholarship 2021 kya hai?

Yadi aapko nhi pta hai ki e kalyan bihar scholarship kya hai, to koi baat nhi hum aapko abhi bta dete hai ki aakhir yeh kya hai. yeh ek tarah ki aisi scholarship hai jo bihar me pdh rhe aur bihar board se matric pass & inter pass krne vale students ko bihar sarkar dwara di jati hai.

kuchh aise bhi students hote hai jo aarthik roop se kamjor hote hai aur aage ki shiksha lene ke liye unke paas paryapt paise nhi hote hai, isiliye yeh e kalyan scholarship unhe bina kisi paiso ki smsya kaa samna kiye unki agli shiksha ko puri krne ke liye madad krti hai. aur yeh scholarship unhe seedhe unke bank account me prapt hoti hai.

To ab aap jan chuke hai ki aakhir e kalyan bihar scholarship 2021 kya hoti hai. parantu yeh scholarship sbhi students ko nhi di jati hai iske bhi kuchh apne niyam hai jaise aapki educational qualification, to chliye sbse pehle hum aapko batate hai ki iss scholarship ka labh uthane ke liye aapka education kya hona chahiye.

Educational Qualification Kya Hona Chahiye ?

yadi aapko E kalyan scholarship Bihar ka labh uthana hai to aapko bihar board se he dasvi kasha paas hona avashyak hai, aur sath he aap bihar ke nivasi hona bhi avashyak hai tbhi aap iska labh utha skte hai. aur ha iske liye aapko kisi bhi tarah ki koi Application Fee dene ki jarurat nhi hai.

Chaliye ab hum aapko batate hai ki aap e kalyan bihar scholarship ke liye online aavedan kaise kr skte hai.

E Kalyan Bihar Scholarship Ke Liye Aavedan Kaise Kare ?

niche hum aapko e kalyan bihar scholarship 2021 10th pass & 12th pass ka step by step process bata rhe hai, yadi aap in sbhi steps ko follow krte hai to aap aasani se e kalyan bihar scholarship 2021 12th pass & 10th pass ka online aavedan kr skte hai.

  1. Sabse pehle aapko e kalyan bihar scholarship ke official website  https://ekalyan.bih.nic.in/  ispar jana hai.
  2. upar ke link par click krte he aapke samne iss website ka homepage open ho jayega. uske baad aapko homepage par मुख्यमंत्री कन्या उत्थान योजना : – मुख्यमंत्री बालिका (माध्यमिक+2) प्रोत्साहन योजना 2021 aisa likhega dikhega. aapko ispr click krna hai
  3. jaise he aap मुख्यमंत्री कन्या उत्थान योजना : – मुख्यमंत्री बालिका (माध्यमिक+2) प्रोत्साहन योजना 2021 ispar click kroge waise he aapke samne aur ek new page open ho jayega.
  4. ab iss new page pr aapko मुख्यमंत्री बालक / बालिका (10th Passed) प्रोत्साहन योजना aisa likh krdikhega. aapko ispar click krna hai.
  5. jaise he aap मुख्यमंत्री बालक / बालिका (10th Passed) प्रोत्साहन योजना ispar click kroge vaise he aapke samne aur ek new page open ho jayega.
  6. Iske baad aapko Click here to Apply par click krna hai
  7. click karte he aapke samne login page open ho jayega. ab aap apna registration number aur date of birth type kr skte hai.
  8. Iske baad aapko apni bank details update krna hai aur apni income certificate upload krna hai. aur fir last me aap iss avedan ko submit kr de.

E Kalyan Bihar Scholarship Ke Liye Documents Kaun Se Chahiye ?

Chaliye ab hum aapko e kalyan bihar scholarship ke liye Documents kaun se chahiye iske bare me niche ki list me batate hai.

  • 10th Marksheet
  • Aadhar Card
  • Student Bank Passbook
  • Mobile Number
  • Family Income Certificate

Chaliye ab hum aapko e kalyan bihar scholarship ka application status kaise check kare iske bare me batate hai.

E Kalyan Bihar Scholarship Apllication Status Kaise Check Kare ?

Ek baar jab aap e kalyan bihar 10th pass 2021 scholarship ke liye aavedan kr dete hai to uske baad aap apne application ka status check bhi kr skte hai. to aap apne application ka status kaise check kre iske bare me hum niche step by step process aapko batate hai.

  • Sabse pehle aapko e kalyan bihar scholarship ke official website  http://edudbt.bih.nic.in/ ispar jana hai.
  • Iske baad aapko मुख्यमंत्री बालक / बालिका (10th Passed) प्रोत्साहन योजना ispar click krna hai.
  • Fir aapko Click Here to View Application Status par click krna hai.
  • Iske baad aapko apna registration number type krke Search par click krna hai.

Kai baar aapko Aavedan karte samay ya application status check krte samay koi smsya aa skti hai, yadi aapke sath aisa hota hai to aap [email protected] iss address par mail kr skte hai aur apne smsya ka samadhan prapt kr skte hai.

Conclusion –

To iss article me hmne aapko e kalyan bihar scholarship 2021 ke bare me vistar se jankari di hai. hum aasha kete hai ki aaj ka yeh article aapko pasand aaya hoga. yadi aapko aaj ka yeh article pasand aaya ho to aap ise apne dosto ke sath jarur share kare.

faq

1. e kalyan bihar scholarship 2021 kya hoti hai?

Ans. yeh ek tarah ki aisi scholarship hai jo bihar me pdh rhe aur bihar board se matric pass & inter pass krne vale students ko bihar sarkar dwara di jati hai.

2. E Kalyan Bihar Scholarship में कौन कौन स्टूडेंट्स आवेदन कर सकते है ?

Ans. E Kalyan Bihar Scholarship me Matric Pass & Inter Pass ke log aawedan kr sakte hai.

3. e kalyan bihar scholarship 2021 10th pass के स्टूडेंट आवेदन कर सकते है ?

जी हा, e kalyan 10th scholarship 2021 का आवेदन कर सकते है |

4. e kalyan bihar scholarship 2021 list कैसे देखे ?

e kalyan bihar 10th pass 2021 list देखने के लिए क्लिक करे 

Leave a Comment